What is footprinting ? information gathering before an attack
(in hindi)
![](https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEigkrTlVWg9oQVOZPV_dK-g3HMd99Thnmvc23IBNUxgrQEuWxwMsg5XiHYQUDJAFK2oKYd_8b3Y_Nz0WOmQwyf0S4tuI2iDCYnbUNjQXTcHHfGVJbBSrbw_aDkPId-R5dhcrTQLDUmK1Z0/s320/carbon-footprint.png)
Chaliye jaise man lijiye ho hackers hote hai, jese koi website ya system hack karte hai, uske liye kya kya uska jnanna jaroori hai jis ke help se wo hack kr sakta hai... Toh footprinting se relation hackers se hai. jo ki system website hack karta hai, jisko hack krne k liye planing ki jati hai. hackers kisi bhi website ko hack karne ke liye fullproof planing karte hai. Hackers yeh kaam group bnakr bhi kar sakte hai. Jaise man lijiye website ke do control hai. or dono control alag alg jagha hai... is kaam ko dono alg alg jgh baithe hacker kr sakte hai... jaise ki hum jante hai ki yeh networking ke dwara hota hai toh isme hacker ko koi paresani nhi aati hai, website ko hack karne mai.
Footprinting ki parkriya me vicitm ke bare mai possible information ko ikhta karna hota hai. jaise vicitm ka name, number uska addres ect... aysi tamam jankari nikalni padti hai. jis se vicitm ke system ko kaise aasani se hack kiya ja sakta hai. uske system ke kya weak points hai, kon kon se port open hai, uski kya ip hai... is jankari ko hacking karne se pahle ikhta krni hoti hai.. jise hum hacking ki language me Footprinting khate hai.......
so i hope dosto aap ko pta chl gya hoga ki footprinting kise khate hai... agr aap ko post pasand aaya ho.. to mere facebook page ko like karen taki aap ko ethical hacking sikh sake...
or mere Youtube channel ko subscribe krna na bhule..
No comments:
Post a Comment