BANNER

Sunday, 10 December 2017

How to hack Facebook using phishing attack

What is Phishing. 



Hello Friends,
 Apko pta hai Phishing Hacking Kya hota hai?. Agar apko Phishing Hacking ke bare me kuch pta hai to apke Liye acchi baat hai. But agar apko Phishing hacking ke bare me nahi pta hai. To aaj mai apko iske bare me Details me bataunga.
 Phishing Hacking ek aisi Hacking Technique hai. Jisme apko kisi bhi Software tool ya Virus Program ki Koi jarurt nahi hota  hai. Phishing hacking ke liye Bus apko thoda sa Programming ki Knowledge honi chahiye. 




What is phishing

Aap sabhi ne fishing ke baare me to suna hi hoga. Fishing me chaara daal kar machli(fish) ko pakda jata hai thk  usi tarha PHISHING hai. Bas isme antar itna hai ki fishing me chara daal ke machli ko pakda jata hai. Or PHISHING me chara daal kar insane ko loota jata hai. PHISHING poori tarha hacking se related hai.

Phishing attack kaise hota hai.....

Phishing Hacking 90% Unknown Link Open karne se Hota hai. Example ke taur par apke Computer ya Mobile par ek Mail aata hai. Jisper likha Hota hai ” Click to Below Link get 1GB 4G Data Free for 10 Days”. Jiase hi aap diye gaye link par click karte hai. To apke samne ek SignUp ka Page opne hoker aa jata. Jisme option hota hai Mobile Number, Gmail Id aur password.

Phishing Url kaise bnaye 

Phishing url bnane ke liye simply aap z shadow ka use kr sakte hai.... ise  aap normally use kr sakte hai first aap isme apna account create kr le and jaise hi aapne apna account create kr lete hai toh isme phle se hi Web page bne bnaye mill jate hai.. aap ko simply Url copy karna hota hai. or apne victim ko send kr dena hota hai jayise hi victim is page me login krta hai... automatically victim ki Id & Password aapke pas aa jata hai. or victim ko pta bhi nhi chlta.....    



Phishing scams kya hai


Ab baat karte hai ki phishing scams kya hai. Ye scams ek phishing attack hai ya dusre shabdo me kahu to aap ise email scams bhi keh sakte hai. Isme hota ye hai ki aapko ek email aata hai. Or aapko aaisa lagega ki vo email facebook,twitter etc. kisi company ki taraf se aaya hai. Kyuki jo us email ka layout ya design hota hai vo ek dum aaisa dikhta hai jaise ki vo ek trusted source se aaya hai. Or us mail me kuch aaisa likha hota hai ki usko dekhne ke baad aap majbur ho jate hai. 


Or  diye hue link ko khol dete hai or apni information ko daal dete hai. Toh dosto phle aap check kr le ki woh trusted site hai ya nhi...
Zydatar un mails me likha hota hai ki aapke account ki security compromise ho chuki hai. Ya fir humne aapki id me kuch galat activity notice ki hai pichle 48 ghanto me. Aaise hi reasons likhe hote hai or in sab ko dekh kar log galti se apni information share kar dete hai. Ye hacking koi naya nahi hai ye sab pichle kaafi samaye se chalta aa raha hai.

 FaceBook
Like kre mere facebook page ko ethical hacking course se related 
jankari ke liye....


Phishing attack se kaise bache

Isse bachne ke liye aapko kuch baato ka dhyan rakhna padega. Agar aapke pas bhi aaisa koi email aata hai to usme koi na koi link diya hoga to aap us link ko khole... kholne ke bad jb  window khulegi usme hare k cheez ki spelling ko dhyan se check kare. Link ko bhi dhyan se check kare. Kyuki agar vo koi scam mail hui to ye baat pakka hai ki usme spelling galat zarur hongi. Dusri baat aap apni id me 2 step verification ko hamesha on karke rakhe...


No comments:

Post a Comment