What is cryptography ?
Data security explain in hindi
hello dosto
![](https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEh9CALUKUPQVJemhbp55p1l3_DKNSdFF7refYmnXclW6uxDcNqKyBZ-7764uM1Icjoep6EQVs7LK-Vezzjp9vL2W8KvbG-cDKwkw_NJbfo6zNV0qBHIKAsI8MQ_g7xK88Y0yxY2u-IN1y0/s200/250px-Public_key_encryption.svg.png)
Toh chaliye.... aaj hum jaanege ki cryptography kya hota hai to sabse phale baat karte hai cryptography ki.
what is Cryptography
cryptography ka agar hum definition ki baat kare to cryptography ka meaning hota hai “apne data ko secure karna” means the art of protecting data.
So dosto agar hum simple language me bole to iska matlab hai ki mera ek data hai usko mai change karke ek ase code me change kar duga jo ki kisi ko smz me na aaye mai jisko wo data send kar rha hu wo data usko hi smz me aayga kyonki main usko yaa to koi hint duga ki isko ase samjna hai.
but ye sab kaise hoga to sabse phale hum apne data ya jo bhi humare paas information hai usko unreadable (secrets code) me change kar dege jinko hum chiper text bhi kahte hai.
See More :
use of cryptography
cryptography ka use secret E-mail and messages and credit card ,banking, etc information ko secure karne me kiya jata hai. because ye data ko security ke sath sath integrity bhi banaye rhkhta hai.
present time me cryptography ka use mathematics ki hard questions ko solve karne me bhi kiya jata hai.
types of cryptography
cryptography me two process hoti hai
1.encryptions
2.decryption
Encryption : me plain text ko cipher text me convert kiya jata hai.
mane uper aapko bataya hai ki plain and cipher text ky hota hai.
decryption :me isse ulat hota hai isme simply cipher text ko plain text me convert kiya jata hai data ko readable banane ke liye.
Like kre mere facebook page ko ethical hacking course se related
jankari ke liye....
AND
Subscribe my YouTube Channel for Ethical hacking tools practical videos...
No comments:
Post a Comment