What Is Evil Maid Attack?
"Evil Maid" Attacks on Encrypted Hard Drives
Hello, dosto.
![](https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEihR91jYHszbTy75CnkfxNU2I4DOJF7Dm8a647e7VROyddTPTkFJgaOJwP6TGaUHJxtt-ECH6sygasprp-3MUKNwST7ut7reFx-n3ZrkYxI_23saKsN2B_C9oE8RYN1WuOqZvmeokpynIo/s320/1.jpg)
yeh kaise work karta hai.
Toh subse phle yeh ki evil maid attack ek physical attack hai. aap evil maid attack virtually ya online attack karna chaen toh yeh attack nhi kiya ja sakta hai.
Agar aapke system pr koi evil maid attack karna chahe toh usse aapke ghr ya office aakar krna hoga. ya uh kahe toh usse aapki system ko ek bar use krna hoga, toh yeh attack karne se kya fyda hota hai. Chaliye aap man lijiye ki aap ke system pr koi evil maid attack kiya hai. toh kya hota hai is attack me attacker ke pas aapke system ka pura control chla jayge.
aap jo jo apne system pr karenge woh sab dekh sakta hai. Itna hi nhi ki woh aap ke system ko dur se hi bethe chla bhi sakta hai. aapke system ko shutdown bhi kar sakta hai.
Agr aap isko rokne ki kosis bhi karna chahenge koi antivirus use kar ke, tab bhi nhi kar sakte because woh aap ke system ko control kar rha hai.
Toh isme kya hota hai bhot sare professional hacker hote hai us ke pas pendrive ya hard disk hota hai, or woh apne pendrive me aysi service load kar ke rakhta hai. ki jaysi woh pendrive aapke system pr lagata hai, sara ka sara data copy hone lagta hai.
Jaisye man lijiye aap koi company run kar rhe hai or aap ke pas aapke laptop on kar ke chale gye hai. Or attacker aapka employ ban kar Evil maid attack kar rha hai toh aapke sara data uske pas chla jata hai.
- what is ddoos attack
- how to hack facebook using phishing attack.
- how to hack any system and get full control using armitage tool
- how to fine loophole in your victim system
Toh aap soch rhe honge ki isme attack krne ki kya jarurat hai. jab attacker ko sab kuch mil rha hai. toh isme kya hota hai ki agar aap kisi system se normally data copy karna chahe to bhot time lg jata hai.
Whi Evil maid attack jo aapke pendrive me hai use copy kar dijiye or install kar dijiye isme jyda time nhi lgta. or evil maid attack se system ka data hi nhi uska full control bhi aapke pas aa jayega.
Toh isse bachne ka bhi tarika hai dosto bhot sare ayse software hai dost jisse ki aapke alawa koi aapke system use karne ki kosis karta hai toh aapke cellphone me ya other system pr notification chla jata hai. or aap apne system ko off kr sakte ho.
![](https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEizm4AJZ-gmQvSOPFZScB9Uz-I-h4izT9EkefhlT2E1bS2fkEujgKYjPSMXC2zYuETIOsEmPhk2e0nkvAWWsaJlUscr64E-8kwnZSfSHaVJ1oVQTUGjzbFSwxkrknx8zmxdphK0GVNowJM/s320/02.jpg)